top of page
light background -resources.jpg

पंछी रे उड़ जा प्यारे वतन में

Panchi Re Ud Ja Pyare Vatan

Panchi Re Ud Ja Pyare Vatan
00:00 / 01:04

Artists

Kavita Krishnamurthy, BK Satish, Kavi Pradeep (Bhog song)

Lyrics

Panchhi re...Udd ja pyare vatan me, neele ambar ke us paar (2) Bade pyaar se, bhare bhaav se (2) Jaa Baba ke antar dhwaar... Udd ja pyare vatan me, neele ambar ke us paar... Panchhi re... { 𝔪𝔲𝔰𝔦𝔠 } Panch indriya ka chhod de bandhan, Tan man se tu ho ja Samarpan Panch indriya ka chhod de bandhan, Tan man se tu ho ja Samarpan Divya jyotirmay deh dharan kar, Baba ke paas ja hoke magan... Prem ki dor me Moti pirhoke (2) Kar le saccha srungaar Udd ja pyare vatan me neele ambar ke us paar (2) Panchhi re... { 𝔪𝔲𝔰𝔦𝔠 } Banke Farishta Baba se milna, Dena sandesh humara... Banke Farishta Baba se milna, Dena sandesh humara... Yaad pyar hum sab ka dena, La vatan ka nazara... Sachhi lagan se ban ja Baba ke (2) Tu gale ka haar... Udd ja pyare vatan me, neele ambar ke us paar... Panchhi re... { 𝔪𝔲𝔰𝔦𝔠 } O Baba tum maat-pita ho, Tum hi ho jag (duniya) ke taranhar (2) Dukh-harta tum Sukh-karta ho, Guno (virtues) ke bhandaar... Hum sab bacche, gaate hai teri (2) Mahima aparampaar... Udd ja pyare vatan me, neele ambar ke us paar... Panchhi re... Udd ja pyare vatan me, neele ambar ke us paar...neele ambar ke us paar...ho neele ambar ke us paar...
music and light
bottom of page