top of page
Kaise Kahe Baba
Kaise Kahe Baba
00:00 / 01:04
Artists
Asha Bhosle, Om Vyas, BK Satish
Lyrics
Ho...Kaise kahe Baba mere, Meri tumse kitni Preet (love) hai (2)
Tu hi saaz sangeet hai, dil ka tu saccha meet (lover) hai...Dil ka tu saccha meet hai...
Kaise kahe Baba mere, Meri tumse kitni Preet hai...preet hai
{ 𝔪𝔲𝔰𝔦𝔠 }
Saathi amar mein bhi amar... Saathi amar mein bhi amar,
Kitna saral apna safar...Kitna saral apna safar..
Patvaar hai Kartaar ke haatho me (2)
To kiska hai darr...
Jiski taraf Baba aap hai, uski humesha Jeet hai (2)
Kaise kahe Baba mere, Meri tumse kitni Preet hai...preet hai...
{ 𝔪𝔲𝔰𝔦𝔠 }
Dil me diya tere pyaar ka... Dil me diya tere pyar ka,
Aisa jala ki na buj saka...Aisa jala jo na buj saka...
Barsaat hai upkaar ka din raat...Barsaat hai upkaar ka din raat
Ye Dil mera ehsaan tere gungunata geet hai...(2)
Kaise kahe Baba mere, Meri tumse kitni Preet hai...(2)
Tu hi saaj sangeet hai, dil ka tu saccha meet (lover) hai...Dil ka tu saccha meet hai...
Kaise kahe Baba mere, Meri tumse kitni Preet hai...preet hai...preet hai...
bottom of page