top of page
light background -resources.jpg

घर घर में खुशहाली होंगी

Ghar Ghar Me Khushali Hongi

Ghar Ghar Me Khushali Hongi
00:00 / 01:04

Artists

Suresh Wadkar, Ashit Desai

Lyrics

Badlenge tasvir vishva ki, Parampita shiv ki santaan... Ghar ghar me khushhali hongi, Maanav hoga Dev samaan...(2) Khud ko badal dikhaye sab me parivartan laaye... Man-darpan se Prabhu-darshan ho, jeevan dhanya banaye... Sadguna se sringaar kare..(2) Hum kare jivan ka navnirmaan... Ghar ghar me khushhali hongi, Manav hoga Dev samaan...(2) Badlenge tasbir biswa ki, Parampita shiv ki Santaan... Ghar ghar me khushali hongi, Manav hoga Dev samaan...(2) { music } Vishva mein Shaanti phelaye, Prem ka paath padhaye... Basundhara pariwaar ho, aisa Swarg Dhara par laye... Pavitrata ke bal se kar de..(2) Apna Bharat desh mahaan... Ghar ghar me khushali hongi, Maanav hoga Dev samaan (2) Badlenge tasbir biswa ki, Parampita Shiv ki santaan, Ghar ghar me khushhali hongi, Maanav hoga Dev saman...(2) { music } Dharma ka marma bataye, hum Prabhu sandesh sunaye.. Rajyog ke Prakash mein, Satyug ki raah dikhaye... Aaj se zyada sundar hoga..(2) Aane wale kal ka Jahaan... Ghar ghar me khushhali hongi, Maanav hoga Dev samaan (2) Badlenge tasvir vishva ki, Parampita Shiv ki santaan, Ghar ghar me khushhali hongi, Maanav hoga Dev samaan...(8)
music and light

Get Help through the QandA on our Forum

bottom of page