Jab naye naye Gyaan me aate hai, to pehle to aatma (soul) ka parichay milta hai... Phir Param-atma (Supreme Soul) au unke saath humara kya sambandh hai yeh jaante ho. Phir aate hai DRAMA ke subject par. Yehi sabse jyada prashna rehte hai ki is drama ko banaya kisne? Shiv Baba ne murli me spasht kaha hai "Drama bana banaya hai" (Drama exists eternally). To phir yeh bana kaise? To aao is post me aapko clarity se samjhate hai.
Title/Topic: ๐ฟ๐ง๐๐ข๐ ๐ ๐ค ๐ ๐๐จ๐ฃ๐ ๐๐๐ฃ๐๐ฎ๐?
โถ๐๐ผ๐ฟ๐ฒ๐๐ผ๐ฟ๐ฑ: The following was written in response to a query we received on our Samadhan WhatsApp group in April 2024.
โ๏ธOnly in the recent weeks I have answered many queries on this subject of "DRAMA" and "creation" in general. It is always good to ๐ฌ๐๐ฏ๐ (STAR) such response messages posted on this group. So then you can revisit them and read.
๐ผAccha... ab hum unhi English responses ka "essense" Hindi me likh rahe hai...Ise dhyaan aur gehrai se padho๐
๐To aapka pehle prashna hai "๐๐ซ๐๐ฆ๐ ๐ค๐จ ๐ค๐ข๐ฌ๐ง๐ ๐ซ๐๐๐ก๐?" >> aur wonderful play of words bhi hai ki iska answer hai----"๐๐๐๐๐ ๐ค๐จ ๐๐๐๐ ๐ง๐ ๐ซ๐๐๐ก๐"
RAMA arthat "ishwar" (GOD, the Supreme Being/Soul)
๐บTo Shiv Baba ne hi to racha hai... aur Murli me bhi to yahi bola hai... "๐๐จ ๐๐ง๐๐ข๐ ๐ ๐ ๐๐ง๐๐๐ฉ๐ค๐ง, ๐๐๐ง๐๐๐ฉ๐ค๐ง, ๐๐ช๐ง ๐ข๐ช๐ ๐๐ฎ๐ ๐๐๐ฉ๐ค๐ง ๐ข๐ ๐๐ ๐๐ช"
๐๐ซ๐๐๐ญ๐จ๐ซ arthat "rachta" (the one who creates/makes). ๐๐ข๐ซ๐๐๐ญ๐จ๐ซ arthat is play ko direct karne wala > ๐ฌ๐ญ๐จ๐ซ๐ฒ likhne wala aur actors ko direct karne wala.
๐Yatharth roop se kahenge >> "Hum sabhi ne milkar is vishal DRAMA ko racha... hum aur baba ne milkar racha hai... keval ek nahi, dono ka 50%-50% role hota hai"
๐ชปIsliye aisa nahi ki sabhi ko Shiv Baba baith "role" dete hai aur us aatma ko wahi role karna hota hai... nahi... sabhi ko FREE WILL hai... sabhi atmaein apni apni buddhi (samajh) avem icchha (desire) anusaar apna role leti hai aur yaha aakar play karti hai.
โโโโโโโโโโโโ
๐ฑDusra prashna "๐๐จ ๐๐ง๐๐ข๐ ๐ฅ๐ง๐๐๐๐จ๐ฉ๐๐ฃ๐๐" ke topic par hi hai.
Jaise upar samjhaya >> ๐๐ซ๐๐ฆ๐ ๐ญ๐จ ๐ฉ๐ซ๐๐๐๐ฌ๐ญ๐ข๐ง๐๐ ๐ก๐ข ๐ก๐๐ข, ๐ฅ๐๐ค๐ข๐ง ๐๐๐ญ๐ฆ๐ ๐ฌ๐ฐ๐๐ฒ๐๐ฆ ๐ก๐ข ๐ฃ๐๐ง๐๐ฆ ๐ฅ๐๐ง๐ ๐ฌ๐ ๐ฉ๐ฎ๐ซ๐ฏ๐ ๐ฎ๐ฌ๐ค๐ข ๐ฃ๐๐๐ฏ๐๐ง ๐ค๐๐ก๐๐ง๐ข ๐ค๐จ ๐ซ๐๐๐ก๐ญ๐ข ๐ก๐๐ข... yahi humne English me bahat baari samjhaya hai (niche links denge)
๐ชดTo yaha is duniya me hum keval "experience" karne aate hai... ๐ฐ๐จ ๐ฃ๐ข๐ฌ๐ ๐ก๐ฎ๐ฆ๐ง๐ ๐๐ฅ๐ซ๐๐๐๐ฒ ๐๐ซ๐๐๐ญ๐ ๐ค๐๐ซ ๐๐ข๐ฒ๐ ๐ก๐๐ข. Aatma janam lene se purva (pehle) hi apne jeevan ki rekha (story) banati hai... kyunki use jeevan ka lakshya tak pahunchne ka raasta banana hai. Sabhi alag alag raasta banate hai, lekin manzil (destination) sabhi ka ek hi hai. Jaise jis aatma ke karma, sanskaar, aur iccha--vaisa unka janma aur jeevan.
Samjha !
โถPlease read our full response on ๐๐ค๐ฌ ๐๐จ ๐๐ง๐๐ข๐ ๐ฅ๐ง๐๐๐๐จ๐ฉ๐๐ฃ๐๐ published on our forum.
โถAlso read ๐๐จ ๐ฝ๐๐ง๐ฉ๐ & ๐ฟ๐๐๐ฉ๐ ๐๐ง๐๐๐๐จ๐ฉ๐๐ฃ๐๐?
Note:ย Much of what is explained here is derived from my learnings from the Near Death Experiencesย (NDE) shared by people/souls who came back to life after leaving their body. They shared what they saw and experienced on "the other side" of life.
โโโโโโโโโโโโ
Oแ แOแชแชY SแดแแฏIแแด,
๐ธ๐๐๐๐๐๐, ๐พ๐๐๐๐๐๐๐, ๐พ๐๐๐ ๐ญ๐๐๐ ๐พ๐๐๐๐๐๐๐ ๐ด๐๐๐๐๐๐๐๐๐ (SBSI)
Was this useful?
Yes, thank you :))
NO :(