Question: "๐๐ฎ๐ ๐๐ช๐ข ๐๐ช๐ข๐๐จ๐๐ ๐๐ช๐ ๐ ๐ข๐ ๐ง๐๐ ๐จ๐๐ ๐ฉ๐ ๐๐๐?"
(๐ฒ๐๐ ๐ ๐ ๐๐๐๐ ๐๐ ๐ท๐๐๐๐๐๐๐๐ ๐๐๐๐๐๐๐?--Hindi)
ANSWER
๐ดHumesha se aapka arth jaroor "is jeevan ke annt tak" raha honga... To dekho, ek jeevan me bhi dhwapar yug (copper age) se aisa koi bhi manusya nahi raha jisne thoda bhi dukh nahi dekha ho... ha ek second, ek minute ka honga, va koi anya kaaran se hi sahi >> lekin dhwapar yug aur kalyug usi ko kehte hai, jis yugo me sukh ke saath saath dukh bhi hota hai.
โ๏ธLekin dekho >> abhi to kalyug ka bhi antim samay hai >> phir bhi dekho jeevan me adheek to sukh hi hai... arthat hum adheek to sukh ki anubhuti karte hai... haa yeh jaroor hai ki jab jeevan me sukh shanti hoti hai, to hum use "casually" lete hai... arthat, hum use "normal" hi maante hai.
๐Lekin jab jeevan me kuch uthal puthal va koi samasya ho jaye, tab aisa maante hai ki "dukh" hua... arthat hume dukh ki anubhuti hui... Kyuki vaastav me bahari duniya me to koi sukh va dukh jaisi cheez nahi jise hum paate hai... nahi...
๐ฑSukh aur Dukh dono "experience" aatma ko hi hote hai... Jaise humne is Samadhan group par pehle kayi baari English me samjhaya hai ki >> hum Sukh ko tabhi experience kar sakte hai, jab hume dukh ki bhi knowledge ho.
Also learn: World Drama Cycle
โถFOR EXAMPLE
koi aatma ne ek bahat dhanwaan parivaar me janam liya >> unhe pehle se kabhi aisa dukh nahi dekha, va kisi bhi cheez ki kami nahi hui... to us aatma ko us dhan dhwara "sukh" ka experience bhi nahi hota... kyuki unko dukh ki jaankari nahi...
๐Jab sukh aur dukh (๐๐ข๐ง ๐๐ฎ๐ซ ๐ซ๐๐๐ญ) ka bhed (difference) hum experience karte hai, tabhi hum sukh ko bhi yatharth experience kar sakte hai.
โโโโโโโโโโโโ
CONCLUSION
isliye... kabhi aisa nahi socho ki dukh kyu ho raha hai... haa jaroor jeevan ko behtar banao, apne relationship ki aatmao se acche vyavhaar rakho, sabhi ko prem aur shaanti ka daan do.
๐Yeh keval yaad rakho >> ๐ ๐ค ๐ ๐ช๐๐ ๐๐๐ ๐๐ค๐ฉ๐ ๐๐๐, ๐๐ช๐ข๐๐ง๐ ๐๐๐๐๐ ๐ ๐ ๐ก๐๐ฎ๐ ๐๐ ๐๐ค๐ฉ๐ ๐๐๐
"yahi is drama sanatan satya hai"
แSEแดแแช แญOSTS
๐๐ผ๐๐ฟ๐ป๐ฒ๐ ๐ผ๐ณ ๐ฆ๐ฒ๐น๐ณ-๐ฑ๐ถ๐๐ฐ๐ผ๐๐ฒ๐ฟ๐
๐๐ผ๐ ๐๐ผ ๐๐ถ๐๐ฒ ๐๐ฎ๐ฝ๐ฝ๐ถ๐น๐?
โถ๐๐ฑ๐บ๐ถ๐ป: ๐๐ง ๐บ๐ฐ๐ถ ๐ง๐ช๐ฏ๐ฅ ๐ต๐ฉ๐ช๐ด ๐ฉ๐ฆ๐ญ๐ฑ๐ง๐ถ๐ญ, ๐ฑ๐ญ๐ฆ๐ข๐ด๐ฆ ๐จ๐๐๐ง๐ ๐ต๐ฉ๐ช๐ด ๐ง๐ฐ๐ณ๐ถ๐ฎ ๐ฑ๐ฐ๐ด๐ต & ๐ด๐ฆ๐ฏ๐ฅ ๐ต๐ฉ๐ช๐ด ๐ญ๐ช๐ฏ๐ฌ ๐ต๐ฐ ๐ฐ๐ต๐ฉ๐ฆ๐ณ๐ด. ๐๐ฑ๐ณ๐ฆ๐ข๐ฅ ๐ต๐ฉ๐ช๐ด ๐ด๐ฑ๐ช๐ณ๐ช๐ต๐ถ๐ข๐ญ ๐ฌ๐ฏ๐ฐ๐ธ๐ญ๐ฆ๐ฅ๐จ๐ฆ. "๐๐๐๐ง๐๐ฃ๐ ๐๐จ ๐๐๐ง๐ซ๐๐ฃ๐"
โโโโโโโโโโโโ
Oแ แOแชแชY SแดแแฏIแแด,
๐ธ๐๐๐๐๐๐, ๐พ๐๐๐๐๐๐๐, ๐พ๐๐๐ ๐ญ๐๐๐ ๐พ๐๐๐๐๐๐๐ ๐ด๐๐๐๐๐๐๐๐๐ (SBSI)
Rate this post
Good & Helpful :)
Not useful :(